Depression Se Bahar Aane Ke Tarike

Scribbled Underline

Jaaniye kaise aap depression se bahar aakar apne man ki sthiti ko behtar bana sakte hain.

Depression

Depression ke mukhya lakshan jaise udasi, ruchi na hona, aur thakan ko pehchan kar samadhan ki disha mein kadam badhaye.

Depression Ke Lakshan Pehchane

Kisi yogy manochikitsak se paramarsh lekar uchit upchar aur margdarshan prapt kare.

Psychiatrist Ki Salah Le

Parivar aur doston ka sahyog prapt karke apne aap ko akela mehsoos na hone de.

Sahyogi Samaj Ka Nirman

Niyamit vyayam, santulit aahar, aur paryapt neend apnaye.

Swasthya Jeevan Shaili Apnaye

Dhyan aur mindfulness ke abhyas se man ko shant aur ekagrata mein madad milegi.

Dhyan Aur Mindfulness

Apni pasand ki gatividhiyon mein samay bitaye aur anya logon ke sath jude rahe.

Ruchikar Gatividhiyan Kare

Sharab aur anya madak padarthon ka sevan na kare, ye avsad ko badha sakte hain.

Madak Padarthon Se Dur Rahe

Apne vichar aur bhavnaon ko diary mein likhkar unhe vyakt kare aur samjhe.

Bhavnatmak Diary Likhe

Dr. Sanjay Jain

Yadi aap bhi depression or anxiety se presshan hai or isse jaldi hi nikalna chahte hai to aaj hi aap hmare Experts se counsult kar sakte hai.

7 Type of OCD: Know Which Type You Have and How to Get Rid